Chahun Main Ya Na Hindi Song Lyrics By Arijit Singh &Palak Muchhal। Aashique 2 Hindi Movie.

Chahun Main Ya Na Hindi Song Lyrics By Arijit Singh &Palak Muchhal। Aashique 2 Hindi Movie. 



Song : Chahun Main Ya Na

Vocal : Arijit Singh & Palak Muchhal 

Music : Jeet Ganguly 

Label : T-Series 

 


Chahun Main Ya Na Hindi Lyrics


Tu hi ye mujhko bata de

 Chahun main ya naa 

 Apne tu dil ka pata de 

 Chahun main ya naa 

 

Tu hi ye mujhko bata de 

Chahun main ya naa 

Apne tu dil ka pata de 

Chahun main ya naa 


Itna bata doon tujhko 

Chaahat pe apni mujhko 

Yun tto nahi ikhtiyaar 

Phir bhi yeh socha dil ne 

Ab jo laga hoon milne 

Poochhu tujhe ek baar 


Tu hi ye mujhko bata de 

Chahun main ya naa 

Apne tu dil ka pata de 

Chahun main ya naa 


Aisi kabhi pehle hui 

Naa thi khwaahishein

 O.. kisi se bhi milne 

 Ki naa ki thi koshishein 

 

Uljhan meri suljha de 

Chaahun main ya naa 

Aankhon aankhon mein jataa de 

Chaahun main ya naa 


Tu hi ye mujhko bata de

 Chahun main ya naa 

 Apne tu dil ka pata de 

 Chahun main ya naa.

Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url