Tumko Dekha To Pyar Aa Gaya Hindi Song Lyrics By Raj Barman.

Tumko Dekha To Pyar Aa Gaya Hindi Song Lyrics By Raj Barman. 



Song : Tumko Dekha To Pyar Aa Gaya

Singer : Raj Barman 

Lyrics : Liaqat Jafri

Music : Raees & Zain Sam

Label : Zee Music Company 

 


Tumko Dekha To Pyar Aa Gaya Hindi Lyrics 


Kuchh Ankaha Sa Keh Diya

Kuchh Ansuna Sa Sun Liya

Kuchh Ankaha Sa Keh Diya

Kuchh Ansuna Sa Sun Liya


Tumko Dekha To Pyar Aa Gaya

Tumko Dekha Toh Pyaar Aagaya

Tumko Dekha To Pyaar Aagaya

Tumko Dekha Toh Pyaar Aagaya


Likh Doon Tum Par Geet Nagma Ghazal

Jee Loon Usi Mein Ek Sadi Ek Pal

Aa Tujhe Dhadkano Mein Sambhalun

Aa Tujhe Apne Dil Mein Basa Loon


Tumko Dekha Toh Pyar Aa Gaya

Tumko Dekha Toh Pyaar Aagaya


Kitna Mushkil Tha Mere Dil

Tere Kehne Pe Dil Ka Lagana


Kitna Mushkil Tha Mere Dil

Tere Kehne Pe Dil Ka Lagana

Kitna Mushkil Tha Mere Dil

Ajnabee Ishq Ko Aajmana


Par Mujhe Aitbaar Aa Gaya

Par Mujhe Aitbaar Aa Gaya

Tumko Dekha Toh Pyaar Aagaya

Tumko Dekha Toh Pyaar Aagaya


Maine Jab Bhi Tumko Dekha

Aankh Bhar Bhar Ke Tumko Nihara


Maine Jab Bhi Tumko Dekha

Aankh Bhar Bhar Ke Tumko Nihara

Apni Neendon Apne Khwabon

Apni Yaadon Mein Tumko Pukaara


Tumpe Dil Baar Baar Aa Gaya

Tumpe Dil Baar Baar Aa Gaya

Tumko Dekha Toh Pyaar Aagaya

Tumko Dekha Toh Pyaar Aagaya



Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url