Tum se milna baatein karna Hindi Lyrics By Udit Narayan & Alka Yagnik.

 Tum se milna baatein karna Hindi Lyrics By Udit Narayan & Alka Yagnik. 



Song :  Tum se milna baatein karna

Singer : Udit Narayan & Alka Yagnik

Lyrics : Sameer

Music : Himesh Reshammiya 

Label : T - Series 


Tum se milna baatein karna Hindi Lyrics 


Tum se milna baatein karna

bada acha lagta hai

tum se milna baatein karna

bada acha lagta hai

kya hai yeh kyun hai yeh

kya khabar, haan magar jo bhi hai

bada acha lagta hai


Tum se milna baatein karna

bada acha lagta hai

kya hai yeh kyun hai yeh

kya khabar, haan magar jo bhi hai

bada acha lagta hai

tum se milna baatein karna

bada acha lagta hai


Teri choti choti baat

teri har ek mulaqat

tadpaye mujhko lamha lamha

tera saath

lamha lamha tera saath

kya hai yeh kyun hai yeh

kya khabar, haan magar jo bhi hai

bada acha lagta hai

tum se milna baatein karna

bada acha lagta hai


Behke behke mere din

mehki mehki meri shaam

kore aanchal pe sadaa

main to likhoon tera naam

main to likhoon tera naam

kya hai yeh kyun hai yeh

kya khabar, haan magar jo bhi hai

bada acha lagta hai

tum se milna baatein karna

bada acha lagta hai


Tum se milna baatein karna

bada acha lagta hai


Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url