Kya Hua Tera Wada Lyrics in Hindi

 Kya Hua Tera Wada Lyrics in Hindi 

Kya Hua Tera Wada Lyrics in Hindi


Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada bhoolega dil jis din

tumhe

Oh din zindagi ka aakhri din hoga (2)


Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada

Bhoolega dil jis din tumhe

Woh din zindagi ka aakri din hoga (child)

Yaad hai mujhko tune kaha tha

Tujhse nahin roothengey kabhi

Dil ki tarah se haat mile hain

Kaise bhala chootengey kabhi

Teri baahon mein beeti har shaam

Bewafa yeh bhi kya yaad nahin

Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada

Bhoolega dil jis din tumhe

Woh din zindagi ka aakhri din hoga


O kehne waale mujhko farebi

Kaun farebi hai yeh bata

Woh jisne gham liya pyaar ke khatri

Yah jisne pyaar ko bech diya

Nasha daulat ka aisa bhi kya

Ke tujhe kuch bhi yaad nahin


Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada

Bhoolega dil jis din tumhe

Oh din zindagi ka aakhri din hoga

Kya hua tera waada woh kasam woh iraada

Woh kasam woh iraada ...


 


Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url