Trinamool Sabse Pyara Lyrics By Jeet Gannguli
Trinamool Sabse Pyara Lyrics By Jeet Gannguli.
Song : Trinamool Sabse Pyara
Singer : Jeet Gannguli
Lyrics : Jeet Gannguli
Trinamool Sabse Pyara Lyrics
Jo aash dilaye
Jo swapne dikhaye
Jo hum juba hamsafar
Jo sath chale aur
Saare baade nibhaye
Jo de khushhali umarbhar
Jiske hai pakke irade aur sachha dil
Aapne hi dum pe jite jo har mushkil (2)
Ma mati manush le ke yeh nara
Har taraf layenge ujiyara, o....
Trinamool, trinamool,
Trinamool sabse pyara
Trinamool, trinamool,
Trinamool jaan se pyara (2)
Beti o ko hausla aaj
De rahi hain kanyashree
Aage barne ke liye hi
Sath hai sabuj sathi
Khadyasathi ke bal pe
Sulabh hai dekho anaz
Kishano ko aash dilaye
Krishan credit card aaj
Ma mati manush le ke yeh nara
Har taraf layenge ujiyara, o....
Trinamool, trinamool,
Trinamool sabse pyara
Trinamool, trinamool,
Trinamool jaan se pyara (2)
Sapne tha jo aaj tak woh
Sach kare geetanjali
Begharon ko ghar dilaye
Laye ghar mein khus hali
Pichhe koi na rahega
Sabko hai aage lana
Gaon gaon mein bana hai
Dekho aamar thikana
Ma mati manush le ke yeh nara
Har taraf layenge ujiyara, o....
Trinamool, trinamool,
Trinamool sabse pyara
Trinamool, trinamool,
Trinamool jaan se pyara (2)
Paanch salo mein hai badli
Dekho sabki zindegi,
Pakki hai sarke sare aur
Ghar ghar mein roshni
Kam damo mein mile dawa aab
Sabko mile sauchaloy
Minority loan ke zariye
Barte rahe hain apne sanchay
Ma mati manush le ke yeh nara
Har taraf layenge ujiyara, o....
Trinamool, trinamool,
Trinamool sabse pyara
Trinamool, trinamool,
Trinamool jaan se pyara (2)
Darjeeling, jangal mahal mein
Aaj hai shanti a man
Ma mati manush ko
Sradha se kare naman
Aao aaj kasam e khaye
Haaton mein rakh ke yeh haat
Hingsa aur atank mita kar
Subhah ko layenge saath
Ma mati manush le ke yeh nara
Har taraf layenge ujiyara, o....
Trinamool, trinamool,
Trinamool sabse pyara
Trinamool, trinamool,
Trinamool jaan se pyara (2)
