Chalo Pyaar Ki Shuruwat Karein Hindi Song Lyrics By Raj Barman.

 Chalo Pyaar Ki Shuruwat Karein Hindi Song Lyrics By  Raj Barman.

Chalo Pyaar Ki Shuruwat Karein Hindi Song Lyrics By  Raj Barman.


Song: Chalo Pyaar Ki Shuruwat Karein

Singer: Raj Barman

Lyrics: Kumaar

Music: Sachin Gupta

Label: Zee Music Company


Chalo Pyaar Ki Shuruwat Lyrics in Hindi 


Chalo Pyaar Ki Shuruwat Karein Lyrics In Hindi. 


Chalo Pyaar Ki Shuruwat Karein

Chalo Pyaar Ki Shuruwat Karein

Hothon Ko Chup Rehene Dein

Inko Na Kuch Kehene Dein


Hotho Ko Chup Rehene Dein

Inko Na Kuch Kehene Dein

Aankhon Se Baat Karein


Chalo Pyaar Ki Shuruwat Karein

Chalo Pyaar Ki Shuruwat Karein


Music…


Chehre Pe Tere Saari Umra Ye Gujaar Doon

Aaja Pass Khud Ko Tere Dil Mein Utar Doon

Is Kadar Chahun Tujhko Tu Bhi Ye Na Jaane

Ek Lamha De Tu Mujhko Waqt Tujhpe Warr Doon


Jitna Bhi Pyaar Karen Ham

Jitni Bhi Baar Karen Ham

Jitna Bhi Pyaar Karen Ham

Jitni Bhi Baar Karen Ham

Tere Hi Sath Karen


Chalo Pyaar Ki Shuruwat Karein

Chalo Pyaar Ki Shuruwat Karein


Music…


Chalo Pyaar Ki Shuruwat Karein

Chalo Pyaar Ki Shuruwat Karein

Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url