Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Hindi Song Lyrics By Arijit Singh.
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Hindi Song Lyrics By Arijit Singh.
Song: Main Dhoondne Ko Zamaane Mein
Singer: Arijit Singh
Album: Heartless
Lyricist: Arafat Mehmood
Music: Gaurav Dagaonkar
Cast: Adhyayan Summan, Ariana Ayam Language: Hindi
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics in English
Aa ha aa ha aa ha aa
Main dhundne ko
zamane me jab wafa nikla
Main dhundne ko
zamane mein jab wafa nikla
Pata chala ke ghalat leke
main pata nikla
Pata chala ke ghalat leke
main pata nikla
Main dhundne ko zamane
me jab wafa nikla
Main dhundne ko zamane
mein jab wafa nikla
Aa aa ha aa ha aa ha aa
Jiske aane se
muqammal ho gayi thi zindagi
Dastake khushiyon ne di thi
Mit gayi thi har kami
Kyun bewajah di yeh saza
Kyun khwaab de ke woh le gaya
Jiye jo hum lage sitam
Azaab aise woh de gaya
Main dhundne ko uske dil
me jo khuda nikla
Main dhundne ko uske dil
mein jo khuda nikla
Pata chala ke ghalat leke
main pata nikla
Pata chala ke galat leke
main pata nikla
Main dhundne ko zamane mein
jab wafa nikla
Main dhundne ko zamane me
jab wafa nikla aa
Aa ha aa aa ha aa ha aa
Dhundta tha ek pal me
dil jise ye sau dafa
Hai subah naraz us bin
ruthi shaame din khafa
Woh aaye na
Le jaye na
Haan uski yaade jo yaha
Na raasta
Na kuchh pata
Main usko dhundhunga ab kaha
Main dhundne jo kabhi
jeene ki wajah nikla
Main dhundne jo kabhi
jeene ki wajah nikla
Pata chala ke ghalat leke
main pata nikla
Pata chala ke ghalat leke
main pata nikla
Main dhundne ko zamane mein
jab wafa nikla
Main dhundne ko zamane me
Jab wafa nikla aa
Aa o aa woah hey aye ayee ye
.jpeg)