Saanson Ko Hindi Song Lyrics By Shakeel Azmi | Zid | Sharib Sabri, Toshi Sabri, Shakeel Azmi.
Saanson Ko Hindi Song Lyrics By Shakeel Azmi | Zid | Sharib Sabri, Toshi Sabri, Shakeel Azmi.
Saanson Ko is a hindi song from the 2014 movie Zid. Saanson Ko singer is Arijit Singh. Saanson Ko composer is Sharib Sabri, Toshi Sabri and Saanson Ko lyricist or song writer is Shakeel Azmi. Saanson Ko music director is Sharib Sabri, Toshi Sabri. Saanson Ko features Karanvir Sharma, Mannara, Shraddha Das. Saanson Ko director is and the producer is . The audio of Saanson Ko song was released on 28th November, 2014 by Sony Music.
Song Details :
Song: Saanson Ko
Singers: Arijit Singh
Lyrics: Shakeel Azmi
Music: Sharib Sabri, Toshi Sabri
Music Label: Sony Music
Release on: 28th November, 2014
Saanson Ko Lyrics In Hindi
Saanson ko jeene ka ishaara mill gaya
Dooba main tujhme to kinara mill gaya
Saanson ko jeene ka ishara mil gaya
Zindagi ka pata dobara mil gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada
Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka
Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga
Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka
Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga
Mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara
Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara
Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara
Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara
Juda jab se hua
Tere bina khamosh rehta hoon me
Labon ke paas aa
Ab tu meri aawaaz bann ja zara
Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya
Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada
.jpeg)