Hua Hai Aaj Pehli Baar Hindi Song Lyrics By Amaal Mallik.

 Hua Hai Aaj Pehli Baar Hindi Song Lyrics By Amaal Mallik.

Hua Hai Aaj Pehli Baar Hindi Song Lyrics By Amaal Mallik.


Song - Hua Hai Aaj Pehli Baar

Singer - Amaal Mallik Feat. Armaan Malik & Palak Muchhal

Music - Amaal Mallik.

Lyrics - Manoj Yadav


Hua Hai Aaj Pehli Baar Lyrics in English 


Hua Hai Aaj Pehli Baar

Jo aise muskuraya hoon

Tumhe dekha toh jaana ye

Ke kyun duniya mein aaya hoon (x2)


Ye jaan lekar ke jaa meri

Tumhe jeene main aaya hoon

Main tumse ishq karne ki

Ijaazat Rab se laaya hoon


Zameen se aasmaan tak hum

Dhoondh aaye jahaan saara

Banaa paaya nahi ab tak

Khuda tumse koi pyaara (x2)


Baaton mein teri hain badmashiyan

Sab bewajah ki hain taarifiyaan

Main likh doon aasmaan par ye

Ke padh lega jahaan saara


Huaa na hoga ab koi

Yahan hum do sa dobara

Main duniya bhar ki taarifein

Tere sajde mein laaya hoon


Main tumse ishq karne ki

Ijaazat Rab se laaya hoon

Rab se laaya hoon.. 

Rab se laaya hoon..


Tu hai jo rubaru mere

Bada mehfooz rehta hoon

Tere milne ka shukrana

Khuda se roz karta hoon (x2)


Humko pata hai yeh nadaniyaan hain

Aawara dil ki hai aawariyan

Yeh dil pagal bana baitha

Isey ab tu hi samjha de


Dikhe tujhme meri duniya

Meri duniya tu banja re

Hoon khushkismat jo kismat se

Tumhe aise main paaya hoon

Main tumse ishq karne ki

Ijaazat Rab se laaya hoon


Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url