Jane Wale Laut Kar Aaya Kyon Nahi Hindi Song Lyrics By B Praak, Payal Dev | Heart Touching Love Story.
Jane Wale Laut Kar Aaya Kyon Nahi Hindi Song Lyrics By B Praak, Payal Dev | Heart Touching Love Story.
Song : Kyon
Lyrics : Kunaal Vermaa
Singer: B Praak, Payal Dev
Music : Payal Dev
Kyon Lyrics in English
Humein yaad karke tera bhool jana
Dil nahi samjha tera door jana
Humein yaad karke tera bhool jana
Dil nahi samjha tera door jana
Sab jhooth tha wo tera hasna hansana
Tu bewafa phir bhi dil yeh na mana
Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi
Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi
Koyi vaada toone phir nibhaya kyon nahi
Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi
Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi
Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi
Koyi vaada toone phir nibhaya kyon nahi
Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi
Main khwab kaise dekhun naye
Aansu tere hain meri palkon tale
Toota nahi mera yakeen
Badle nahi kabhi hum tere liye
Sach ho na jayein duniya ki baatein
Khamosh kar de zamane ko aake
Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi
Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi
Koyi vaada toone phir nibhaya kyon nahi
Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi
Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi
Aunga main bol kar tu aaya kyon nahi
Koyi vaada toone phir nibhaya kyon nahi
Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahi
.jpeg)