Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na Hindi Song Lyrics By Raj Barman.

 Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na Hindi Song Lyrics By Raj Barman. 

Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na Hindi Song Lyrics By Raj Barman.


Song: Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na

Music: Jeet Gannguli

Singer: Raj Barman

Lyrics: Manoj Yadav

Programmer, Mixing, Mastering: Aditya Dev

Tabla: Ashish Jha


Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na Lyrics in English 


Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na

 Jaaye Na, Jaaye Na

 Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na

 Jaaye Na, Jaaye Na


Teri Yaadon Ki

 Bheegi Bheegi Care’Ri Hai

 Dil Vaari Vaari Vaari Hai

 Haara Hai Deewana


Ishq Haara Hai

 Aashiqui Bhi Haari Hai

 Silsila Ye Zaari Hai

 Maar Raha Ye Deewana


Rass Bhi Aaye Naa

 Saans Bhi Jaaye Na

 Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na

 Jaaye Na, Jaaye Na


Ishq Wale Khuda Saare

 Humne Manaye Tha

 Tu Kya Jaane Kismaton Se

 Tumhe Cheen Laaye Tha


Tum Humein Pyare

 Hum Tumhein Pyare

 Pyaar Mein Kahe Ka Ruthna

 Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na

 Jaaye Na, Jaaye Na


Teri Yaadon Ki

 Bheegi Bheegi Care’Ri Hai

 Dil Vaari Vaari Vaari Hai

 Haara Hai Deewana


Ishq Haara Hai

 Aashiqui Bhi Haari Hai

 Silsila Ye Zaari Hai

 Maar Raha Deewana


Rass Bhi Aaye Naa

 Saans Bhi Jaaye Na

 Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na

 Jaaye Na, Jaaye Na


Ishq Ke Dard Ko

 Ishq Hi Jaane Na

 Nainon Ka Ye Rona Jaaye Na

 Jaaye Na, Jaaye Na.

Music

Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url