Gham Khushiyan Hindi Lyrics By Neha Kakkar, Arijit Singh.

 Gham Khushiyan Hindi Lyrics By Neha Kakkar, Arijit Singh.

Gham Khushiyan Hindi Lyrics By Neha Kakkar, Arijit Singh


Song: Gham Khushiyan

Singer: Neha Kakkar, Arijit Singh

Lyrics: Rana Sotal

Music: Rohanpreet Singh

Music Label: T-Series


Gham Khushiyan Lyrics in Hindi 


ग़म खुशियाँ लिरिक्स इन हिंदी

जब आँखों को बंद करूँ मैं

तू ही रूबरू आये क्या करूँ मैं

जिक्र लब पे तेरा तू दुआओं में

इन्तेजार तुझे बाहों में भरूँ मैं


क्या होता है हमें मत पूछो

हम पागल क्यों हो जाते हैं


मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं

मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं

जब तुम मिलने मुझे आते हो


मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं

मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं

मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं


म्यूजिक…


तुझे इतना चाहें कितना चाहें

चाहत की हद पार करें

हीर रांझा लैला मजनू जैसे

हम भी प्यार करें


हो तुझे इतना चाहें कितना चाहें

चाहत की हद पार करें

हीर रांझा लैला मजनू जैसे

हां जैसे हम भी प्यार करें


जब देखते हो तुम मुझे प्यार से

दिवाने से हो जाते हैं


मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं

मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं

जब तुम मिलने मुझे आते हो

सावन जैसे दिन आते है


मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं

मेरे गम खुशियाँ बन जाते हैं

जब तुम मिलने मुझे आते हो

मेरे गम खुशियाँ बन जाते है


Gham Khushiyan Lyrics In English


Jab Aankhon Ko Band Karun Main

Tu Hi Rubaru Aaye Kya Karun Main

Jikra Lab Pe Tera Tu Duaon Mein

Intezaar Tujhe Baahon Mein Bharun Main


Kya Hota Hai Hamein Mat Pucho

Hum Paagal Kyun Ho Jaate Hain


Mere Gham Khushiyan Ban Jaate Hain

Mere Gham Khushiyan Ban Jaate Hain

Jab Tum Milne Mujhe Aate Ho


Mere Gham Khushiyan Ban Jaate Hain

Mere Gham Khushiyan Ban Jaate Hain

Mere Gham Khushiyan Ban Jaate Hain


Music…


Tujhe Itna Chaahein Kitna Chaahein

Chahat Ki Had Paar Karen

Heer Raanjha Laila Majnu Jaise

Hum Bhi Pyaar Karen


Ho Tujhe Itna Chaahein Kitna Chaahein

Chahat Ki Had Paar Karen

Heer Raanjha Laila Majnu Jaise

Haan Jaise Hum Bhi Pyaar Karen


Jab Dekhte Ho Tum Mujhe Pyaar Se

Diwane Se Ho Jaate Hain


Mere Gham Khushiyan Ban Jaate Hain

Mere Gham Khushiyan Ban Jaate Hain

Jab Tum Milne Mujhe Aate Ho

Saawan Jaise Din Aate Hain


Mere Gham Khushiyan Ban Jaate Hain

Mere Gham Khushiyan Ban Jaate Hain

Jab Tum Milne Mujhe Aate Ho

Mere Gham Khushiyan Ban Jaate Hain

Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url