Tujhe Yaad Karte Karte Hindi Lyrics By Asit Tripathy.
Tujhe Yaad Karte Karte Hindi Lyrics By Asit Tripathy.
Song: Tujhe Yaad Karte Karte
Singer: Asit Tripathy
Lyrics: Shakeel Azmi
Music: Rashid Khan
Music Label: Baba Beats
Tujhe Yaad Karte Karte Lyrics in Hindi
दिल मेरा रो रहा है
तेरे गम में खो रहा है
दिल मेरा रो रहा है
तेरे गम में खो रहा है
मुश्किल है ये जुदाई
सुनले मेरी दुहाई
अब आके तू भी यारा
मुझे देख जीते मरते
कई दिन गुजर गये हैं
तुझे याद करते करते
कई दिन गुजर गये हैं
तुझे याद करते करते
म्यूजिक…
पल पल बिखर रहा हूँ
आकर मुझे बचाले
बेचैन हूँ मैं कबसे
मुझको गले लगाले
पल पल बिखर रहा हूँ
आकर मुझे बचाले
बेचैन हूँ मैं कबसे
मुझको गले लगाले
मेरा दिल तेरे हवाले
मेरी जां तेरे हवाले
मर जाऊं ना कहीं मैं
फ़रियाद करते करते
कई दिन गुजर गये हैं
तुझे याद करते करते
कई दिन गुजर गये हैं
तुझे याद करते करते
म्यूजिक…
मजबूर तू उधर है
लाचार मैं इधर हूँ
एक लम्हा फिर भी तुझसे
मैं बेखबर नहीं हूँ
मजबूर तू उधर है
लाचार मैं इधर हूँ
एक लम्हा फिर भी तुझसे
मैं बेखबर नहीं हूँ
दुनियाँ की सारी रस्में
आ तोड़ के तू कस्मे
जीना नहीं गवारा
अब और डरते डरते
कई दिन गुजर गये हैं
तुझे याद करते करते
कई दिन गुजर गये हैं
तुझे याद करते करते
Tujhe Yaad Karte Karte Lyrics In English
Dil Mera Ro Raha Hai
Tere Gam Mein Kho Raha Hai
Dil Mera Ro Raha Hai
Tere Gam Mein Kho Raha Hai
Mushkil Hai Ye Judai
Sunle Meri Duhaai
Ab Aake Tu Bhi Yaara
Mujhe Dekh Jeete Marte
Kai Din Gujar Gaye Hain
Tujhe Yaad Karte Karte
Kai Din Gujar Gaye Hain
Tujhe Yaad Karte Karte
Music…
Pal Pal Bikhar Raha Hoon
Aakar Mujhe Bachale
Bechain Hoon Main Kabse
Mujhko Gale Lagale
Pal Pal Bikhar Raha Hoon
Aakar Mujhe Bachale
Bechain Hoon Main Kabse
Mujhko Gale Lagale
Mera Dil Tere Hawale
Meri Jaan Tere Hawale
Mar Jaaun Na Kahin Main
Fariyaad Karte Karte
Kai Din Gujar Gaye Hain
Tujhe Yaad Karte Karte
Kai Din Gujar Gaye Hain
Tujhe Yaad Karte Karte
Music…
Majbur Tu Udhar Hai
Laachar Main Idhar Hoon
Ek Lamha Phir Bhi Tujhse
Main Bekhabar Nahin Hoon
Majbur Tu Udhar Hai
Laachar Main Idhar Hoon
Ek Lamha Phir Bhi Tujhse
Main Bekhabar Nahin Hoon
Duniyaan Ki Saari Rasmein
Aa Tod Ke Tu Kasme
Jeena Nahin Gawara
Ab Aur Darte Darte
Kai Din Gujar Gaye Hain
Tujhe Yaad Karte Karte
Kai Din Gujar Gaye Hain
Tujhe Yaad Karte Karte
.jpeg)